Humara Bharat Mahan
Humara Bharat Mahan
Jismay Busaay Humari Jaan
Bhulay He Humay Azad Huvay Ho Gayai Iksatt Saal
Bhoolay Nahi Hum Vo Veerau Ka Ballidan
Jinkay Dum Pay Mila Humay Humara Azad Hindustan
Humara Bharat Mahan
Jismay Busaay Humari Jaan
Humara Desh Ajad Huva Tha 15 Agust, 1947 Ko
Jab Ungrezo Nay Jana Humari Shumta Ko
Issi Din Huvay Hum Ajad Videshiyau Kay Chungul Say
Aur Isi Din Racha Gaya Duniya May Naya Itihaas
Humara Bharat Mahan
Jismay Busaay Humari Jaan
Aaj Hum Uss Mood Pay Hai
Jaha Puri Duniya Yeh Manti Hai
Bharat He Dalay Ga Duniyaa May Nayee Jaan
Bharat He Vow Desh Hai Jaha Sab Dharamo Ka Hota Hai Summaan
Aur Jaha Atithee Ko Mana Jata Hai Bhagwaan
Humara Bharat Mahan
Jismay Busaay Humari Jaan
Chalo Aaj Hum Karay Ek Dusray Say Yeh Vada
Humesha Karayge Hum Bharat Ka Summaan
Aur Rakhenge Apnay Bharat Ka Humaysha Dhyan
Bharat Kau Hum Nayee Uccayeo Tak Pahoocayaige
Aur Kabhee Ek Duoosray Kau Nuksaan Nahi Pahoocayaige
Humara Bharat Mahan
Jismay Busaay Humari Jaan
1 Comments:
dude, good attempt but language samajh nahi aayi... itni mast hinglish nai padhi kabhi. i m glad that u read it for me, lol!! but good one yaar, keep it up. Read my blog at:
http://iambetterthanthebest.blogspot.com/
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home